Aah Lyrics

Aaja Re Ab Mera Dil Pukara - Aah Lyrics


Aaja Re Ab Mera Dil Pukara

Aa jaa re
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gam bhii haaraa
badanaam naa ho pyaar meraa
aa jaa re

ho o o ghabaraaye haay ye dil \- 2
sapano.n me.n aake kabhii mil \- 2
maut merii taraf aane lagii
jaan terii taraf jaane lagii
bol shaam\-e\-judaaI kyaa kare \- 2
aas milane kii ta.Dapaane lagii
aa jaa re ...

aapane bImaar\-e\-Gam ko dekh le
ho sake to tU hamako dekh le
tUne dekhaa naa hogaa ye samaa \- 2
kaise jaataa hai dam ko dekh le
aa jaa re ...

1 Comments