Aap Kaa Surroor The Movie Lyrics

Ya Ali - Aap Kaa Surroor The Movie Lyrics


Ya Ali

ya ali ali ali ali ali..... - 3

ya ali ali ali ali ali..... - 3

ya ali ali ali ali ali..... - 3

teri yaadon ne tanha na chhoda kahin - 2
main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
ya ali ali ali ali ali..... - 3

mere ehsaas mein teri chaahat ka aalam mila hai
tutne se bhi jo toote na yeh toh woh silsila hai
sang tere guzaare lamhon ka nazaara
nigaahon mein meri rawaan hai
badi shiddat se ki hai mohabbat ye maine
meri tanhaayiyon mein bayaan hai
ae dil-e-jaan, dil-e-jaan
teri yaadon ne tanha na chhoda kahin
main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
ya ali ali ali ali ali..... - 3

jaan-e-jaan ye mere ishk ke dard ki intehaan hai
doori mein teri nazdikiyon ki sisakti sada hai
abb mushkil hai jeena tere bin kya karoon
abb har haal mein hai tujhe paana
meri betaabiyon mein teri pyaas hai aisi
namumkin hai tujhko bhulaana
ae dil-e-jaan, dil-e-jaan
teri yaadon ne tanha na chhoda kahin
main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
ya ali ali ali ali ali..... - 3

ya ali ali ali ali ali..... - 3

1 Comments