Aaja Nindiya - Aatma 2013 Lyrics


Aaja Nindiya

Aaja nindiya raina beeti jaaye re
Raina beete nindiya kyu na aaye re
Raaton ke saaye hain
Saaye se na dar
Aaja nindiya raina beeti jaye re
Koi nahi hai
Phir kyu sehami hai pari
Umm maana hawayein gehare sannatton se bhari
Hai tera veham
ke hai koi idhar ho..
Aaja nindiya raina beeti jaaye re
Raina beeti nindiya kyu na aye re
Kyu na aye re
Kyu na aye re

1 Comments