Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Lyrics

Dil Rota Hai Baar Baar - Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Lyrics


Dil Rota Hai Baar Baar

Chorus: aa.... aa.... aa.... aa....

Sonu: dil rotaa hai baar baar teri yaad mein -2
ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Chorus: aa.... aa.... aa....
Sonu: dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
har ghaDi bas teraa main
Chorus: aa.. aa.... aa
Sonu: har ghaDi bas teraa main, raastaa dekhtaa hooN
Chorus: aa.. aa.... aa
Sonu: jeenaa hai mushkil teri yaad mein
dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
ab aataa nahin qaraar teri yaad mein

Chorus: aa.... aa.... aa.., huN.. huN.. huN
Sonu: kaise bhalaa bhulooN sanam, vo Khushnumaa chaahat ke din
Chorus: aa.... aa.... aa..
Sonu: kyaa chaaNdni kyaa aashiyaaN, viraan hai sab tere bin
sirf tanhaaiyaaN hain
Chorus: aa.... aa.... aa
Sonu: sirf tanhaaiyaaN hain, Gham ki parchhaaiyaaN hain
Chorus: aa.... aa.... aa
Sonu: aur kuchh nahin hai teri yaad mein
dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Chorus: aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.....

3 Comments