
Aitraaz Lyrics
Starring | Priyanka Chopra, Kareena Kapoor, Akshay Kumar |
---|---|
Music | Himesh Reshammiya |
Director | Abbas-Mastan |
Producer | Mukta Arts |
Year | 2004 |
Rating |
Woh Tasweer - Aitraaz Lyrics
Woh Tasweer
Alka:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Alka:
Woh mohabbat ke din, woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam, baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Saanson ki woh hulchul, woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere, zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh tera sharmaana, woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera, woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Alka:
Woh mere bin bole, tera samajh lena
Woh ishaaron se hi, baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh ladaayi jagde, baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana, laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Both:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar -2
Recommended Top Lyrics



