Bal Ganesh Lyrics

Ganaa Ganaa Di - Bal Ganesh Lyrics


Ganaa Ganaa Di

(tino lok mein puja jaaye - 2, jagad bamb ka putra kahaaye) - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
ganna ganna ganna........ ganapat ganaa ganna...gan gan ganaa ganaa
phal frut aur dudh mithaayi khaye piye bhakton ki chadhaayi - 2
sunake bhajan kirtan hriday ke door karein kshan mein kathnaayi - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2

aap ho sab devo mein bholein, aap ki jai jai har koi bolein - 2
pyaar se usake ghar tum aao, jo baithe darwaaja kholein - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
ganna ganna ganna ganna ganna........

4 Comments