Bal Ganesh Lyrics

Ganesh Utpati - Bal Ganesh Lyrics


Ganesh Utpati

kar adabhut sankalp yeh mann mein maa gauri jut gayi jatan mein - 2
om om (om namah shivaay - 4)

paarvati ne apane tann se mamta bhari sukomal mal se
kan kan apana ansh jutaaya kar kamalon mein use uthaaya
divya kala se rachaa maat ne uthala salona
jisaki aabha se roshan tha vishwa ka kona kona
chamtkaar se mamtamayi ne phooki usamein jaan
mand mand muskaate aaye shri ganesh bhagwaan

5 Comments