FM - Fun Aur Masti Lyrics

Saiyan Saiyan - FM - Fun Aur Masti Lyrics


Saiyan Saiyan

saiyaan o saiyaan, saiyaan, saiyaan
saiyaan saiyaan saiyaan, saiyaan saiyaan - 2

saiyaan bataau saari baat o saari baat - 3
gujri huyi har baat o saari baat - 2, saiyaan saiyaan
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2

(pyaar ke sab samandar nigaaho mein hai
khushbu yeh aur khushiya raahon mein hain) - 2
duniya laage hai baarat, o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2

ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain
ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain
saiyaan, saiyaan, saiyaan haan saiyaan
ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain
ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain
ishq laage hai saari baat, o saari baat
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat..............

1 Comments