Teri Bindiya - Jodi No.1 Lyrics

Teri Bindiya

Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya

Main Jaag Raha Hoon So Gaya Sara India

Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya

Oh Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya

Tu Jaag Raha Hai So Gaya Sara India

Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya

Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya

Meri Jaan Kisi Ki Jaan Ko Jaate Dekha Hai

Main Jaan Luta Doonga Tujhpe Yeh Socha Hai

Tu Ek Lootera Hai Dil Tune Loota Hai

Main Kya Janu Tu Sachcha Hai Ke Jootha Hai

Tune Karliya Kaabu Jaadoo Muhjpe Kiya Kiya

Tune Karliya Kaabu Jaadoo Muhjpe Kiya Kiya

Main Jaag Raha Hoon So Gaya Sara India

Oye Oye Oye Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya

Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya

Maine Jab Se Diya Hai Jaaneman Yeh Dil Tujhko

Mujhe Teri Kasam Hai Chain Nahin Ek Pal Mujhko

Haalat Meri Bhi Kuch Kuch Teri Jaisi Hai

Bechain Bada Karti Hai Mohabbat Kaisi Hai

Ab Kya Darna Jab Pyar Kiya To Kiya Kiya

4 Comments