Maine Pyar Kiya Lyrics
Starring | Salman Khan, Bhagyashree, Laxmikant Berde |
---|---|
Music | Ram Laxman |
Director | Sooraj Barjatya |
Producer | Tarachand Barjatya |
Year | 1989 |
Rating |
Antakshari - Maine Pyar Kiya Lyrics
Antakshari
RAJKUMAR
Aaja ayee bahar dil hai beqarar
O mere rajkumar tere bin raha na jaaye aaja
Prem Nagar
Ja ja ja mujhe na ab yaad ah
O mujhe bhool jaane de jaane de ja ja ja mujhe na ab yaad aa tu
DO KALIYAN
Tumhari nazar kyon khafa hogayi
Khata baksh do ghar khata hogayi
Hamara iraada to kuch bhi na tha
Tumhari khata khud sazaa hogayi
JEENE KI RAAH
Ik banjara gaaye jeevan ke geet sunaaye
Hum sab jeenewalon ko jeene ki raah bataye
Ik banjara gaaye ho ho ho
CHALTI KA NAAM GAADI
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aap ka
Tum to machal gaye ho oh oh
Yunhi phisal gaye ah ha ah
Haal kaisa hai janaab ka
DUS NUMBRI
Kehete kabeer suno bhai saadon baat kahoon mei ghadi
Ke duniya ek numbri to mei dus numbri
GOPI
raamacha.ndra kaha gaye siyaase raamacha.ndra kaha gaye siyaase aisaa kalajuga aaegaa ha.nsa chugegaa daanaa dunakaa kauvvaa motii khaaegaa he
raamacha.ndra kaha gaye siyaase
GHAR GHAR KI KAHANI
Sama hai suhana suhana nashe mei jahan hai
Kisiko kisiki khabar hi kahan hai
Har dil mei dekho mohabbt jawan hai ho oho oh oh
SARGAM
Ho rama ho hum to chale pardes hum pardesi hogaye
Phoota apna desh hum pardesi hogaye oh ho ho
Johny Mera Naam
Husn ke lakho rang kaun sa rang dekho ge
Aag hai yeh badan kaun sa ang dekho ge
ROTI
Gore rang pe na itna ghuma na kar ho gora rang do din me dhal jayega
Mei shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jayega
Ho gora rang pe na itna ghuma na kar
KANHAIYA
Ruk ja ruk ja oh jaanewaali ruk ja
Mei to rahi teri manzil ka
Nazaron me teri mei bura sahi
Aadmi bura nahi mei dil ka
Ruk ja
CHORI CHORI ( 1956 )
Jahan mei jaati hoon wahi chale aate ho
Chori chori mere dil me samate ho
Yeh to bataon ke tum mere kaun ho
FARZ
Hum to tere aashiq hai sadiyon puraane
Chahe tu maane chahe na maane
Hum to chale aaye sanam tujko manane
Chahe tu chahe na
Chahe tu maane chahe na maane
HIMMATWALA
Naino me sapna sapno mei sajana sajana pe dil agaya
Ho sajana pe dil agaya
Thatheya thatheya ho
Arre naino me sapna sapno mei sajani sajani pe dil agaya
Ke sajani pe dil agaya
Yeh public hai public babu
Yeh jo public hai yeh sab jaanti hai public hai
Aji andar kya hai aji baar kya hai
Andar kya hai baar kya hai
Yeh sab kuch pehchaanti hai
Public hai yeh sab jaanti hai public hai
JEWEL THIEF
Hoton mei aisi baat me dabba ke chali ayee
Khul jayi wohi baat to duhayi hai duhayi
Baat kisme pyar to hai zeher bhi hai ha
Hoton mei aisi baat mei dabba ke chali ayee
Khul jaye wohi baat to duhayi hai duhayi
SHARABI
Inteha hogayi intezar ki
Ayi na kuch khabar mere yaar ki
Yeh hame hai yakeen bewafa woh nahin
Phir vajah kya hui
Intezar ki
MR INDIA
Kaate nahin kat te yeh din yeh raat
Keheni thi tumse jo dil ki baat
Lo aaj kei kehti hoon
I love you