Aitbaar Nahi Karna - Qayamat Lyrics


Aitbaar Nahi Karna

chorus: aa aa..
a: (aitbaar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa ) -2
had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa -2
sa: ikraar nahin karnaa, jaaN nisaar nahin karnaa
(had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2

a: manzilen bichhaD gayeen, raaste bhi kho gaye
aaye phir na lauT ke, jo deevaane ho gaye
sa: chaahtoN ki bebasi, dooriyoN ke Gham mile
beqaraariyaaN mileen, chain yaar kam mile
a: beqaraar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa
(had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2
chorus: aa aa aa..

sa: koi to vafaa kare koi to jafaa kare
kisko hai pataa yahaaN kaun kyaa Khataa kare
a: aisaa na ho ishq mein koi dil ko toD de
beech raah mein sanam teraa saath chhoD de
sa: izhaar nahin karnaa, intazaar nahin karnaa
(had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa) -2
a: aitbaar nahin karnaa
sa: intazaar nahin karnaa
a: had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa
sa: had se bhi zyaadaa tum, kisi se pyaar nahin karnaa
chorus: aa aa aa aa aa..

5 Comments