Yaaro Sun Lo Zara - Rangeela Lyrics

Yaaro Sun Lo Zara

Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana
Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina
Gaadii ba.ngala nahii.n na sahii na sahii
"bank balance" nahii.n na sahii na sahii
"t.v. Video" nahii.n na sahii na sahii
"suiting shirting" nahii.n na sahii na sahii
In kii hamko kyo.n ho fikar
Jii lo jaise mast qala.ndar
Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana
Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina
Gaadii ba.ngala agar ho to kya baat hai
"bank balance" se ra.ngiin din raat hai
"t.v. Video" agar hai to kya hai mazaa
"dressing racing" se kuchh aur hii thaath hai
In kii kar lo kuchh to qadar
Yaaro thoda jaa\'o sudhar
Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana
Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina
Ham ko dekho ham hai yaara apnii marzii ke raaja
Duniya bole to mazaa hai na kaho khud ko raaja
Naam apun ka munna bhaa\'ii
Ham kare.n voh jo dil me.n samaa\'e
Are dha.ndha kiya na kiya kya fikar
Kaun aaya gaya duniya me.n kya khabar
Is duniya se tum jo rahe bekhabar
Kahii.n duniya tumhe.n na bhulaa\'e
Yaaro sun lo zaraa haa.n apna yeh kahana
Jiinaa ho to apun ke jaise hii jiina
Gaadii ba.ngala nahii.n na sahii na sahii
"bank balance" nahii.n na sahii na sahii
"t.v. Video" nahii.n na sahii na sahii
"suiting shirting" nahii.n na sahii na sahii
In kii kar lo kuchh to qadar
Yaaro thoda jaa\'o sudhar
Kal ka kya hai kisne dekha ham to aaj me.n jiite hai.n
Jin me.n himmat hai nahii.n voh aisii baate.n karte hai
Is kii to tum baat na karna ham ko daadaa sab kahate
hai
Are shero.n ke jaisa hai apna jigar
Uu.ncha hii rahaa hai apna sar
Sar se zyaada uu.nchii rahe yeh nazar
Aasmaan phir to sar ko jhukaa\'e

2 Comments