Naamumkin - Shakalaka Boom Boom Lyrics


Naamumkin

Teri yaadon ko jee raha hoon
Har lamha Har ek pal mein
Tera ehsaaas mehsoos karta hoon
Suni dhadkan ki halchal mein

Abb jaake mene jana 2
Namumkin hai tumbin jee pana 2

[Dard-e-dil ka fasana
Muskil hai chupana ]2

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jee pana 2

Teri yaadon ka samundar
Hai tadpate dil ke andar
Door tak meri nazar mein
Hai tere khwaabon ke manjar
Har ghadi sasoon mein abb to
Chubh rahe chaahatt ke khanjar
Namumkin hai tumbin jeepana

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jeepana 2

Namumkin hai 3
Tumbin jeepana

Tutte rishto ke dhaage
Chotete khusiyon ke saaye
Kyon gire aankhon se aasun
Koi bhi na jaan paye
Hadse ese hue ke
Baan gaye appne paraye
Namumkin hai tumbin jeepana

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jeepana 5
Abb jake

4 Comments