Suno Raaton Mein - Ssukh Lyrics


Suno Raaton Mein

suno raaton mein kya tumhe neend aati hain - 2
judaai meri kya tumhe tadpati hain
badalta hu karwat seetarein geenta hu - 2
tabiyat bin tere bahut ghabrati hain
suno raaton mein kya tumhein neend aati hain
judaai meri kya tumhe tadpati hain

meri in aankho mein tera he chehra hain - 2
zamane ki rasmo ka hampe kyon pehra hain
yeh paagal duniya kyon hamein tarsaati hain - 2
tabiyat bin tere bahut ghabrati hain
suno raaton mein kya tumhein neend aati hain
judaai meri kya tumhe tadpati hain

main teri aankho mein kahi kho jaun na - 2
deewani deewani main kahi ho jaun na
nazar ko tu hi tu nazar ab aati hain - 2
tabiyat bin tere bahut ghabrati hain
suno raateon mein kya tumhein neend aati hain
judaai meri kya tumhe tadpati hain

3 Comments