Dil Ki Sun Zara - Sun Zarra Lyrics


Dil Ki Sun Zara

Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara
Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara

Dekha nahi kyon apna lage hain
Kya jaane woh mujhse kahe hain
Aawaz jo mujhe chhoo gayi hai
Meri rooh ko ek ishaara kare hain
Mere dholna, mere dholna
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara

Yeh pyaar ka jo mausam hai aaya
Dil ko mere ab koyi bhaaya

Jaise hawaon mein khushboo ghuli ho
Aise woh mujh mein aake samaaya
Mere dholna

Mere saathiya
Sun zara, dil ki sun zara

Sun zara, dil ki sun zara
Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada
Sun zara, dil ki sun zara

3 Comments