Sun Zaara - Sun Zarra Lyrics


Sun Zaara

Saajan dhoonden main chali
Saajan miliyan naahi
Rab miliyan saajan na miliyan
Rab saajan warga naahi

Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara
Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara

Jagmag huwa jaise jahaan
Khush hain sabhi aise yahan
Dua main karoon ek din aisa aaye
Raahein sabhi ki youn hi jagmagaaye
Mere saathiya, mere saathiya
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara

Yeh pyaar ka jo mausam hai aaya
Dil ko mere ab koyi bhaaya
Jaise hawaon mein khushboo ghuli ho
Aise woh mujh mein aake samaaya
Mere saathiya, mere saathiya
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara
Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada
Sun zara, dil ki sun zara
Sun zara, dil ki sun zara

5 Comments