TAXI NO 9211 Lyrics

Udne Do - TAXI NO 9211 Lyrics

Udne Do

Sab chalte hain, duniya ki in raahon mein
Par kya karoon hai nasha koyi hawaon mein
Ab zameen ko chor ke mujhko bas hawa mein udne do
Udne do, udne do ab mujhko udne do
Udne do, udne do, udne do
Udne do, udne do ab mujhko udne do
Udne do, udne do, udne do
Ab zameen ko chor ke mujhko bas hawa mein udne do

Jo peelega bas ek vaari mere honthon de pehmaani
Gi haal huwega phir usda oh yaar mere rab jaane

Hum yaar deewane kab honge
Aankhon mein sitaare jab honge
Armaan humaare is dil ke poore na jaane kab honge
Ab zameen ko chor ke mujhko bas hawa mein udne do
Udne do, udne do ab mujhko udne do
Udne do, udne do, udne do
Udne do, udne do ab mujhko udne do
Udne do, udne do, udne do

Kuch log mohabbata karde ne, par kehne ko bhi darde ne
Kyon rab te shikayat aandi ye, kyon thandiya hawa parde ne

Dil ho kaise khamosh abhi
Kuch kuch hai salaamat hosh abhi
Ab tak yeh tamanna baaki hai
Poore na huwe madhosh abhi

3 Comments