World Cupp 2011 Lyrics

Bindas Bala - World Cupp 2011 Lyrics

Bindas Bala

honto pe laal laali, aankhon mein surama kaala - (2)

i don' t bother hot duniya -2, main hoon, main hoon
main hoon bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala

meri tamanna pe dil jaane haare
meri adaao pe marate hai saare
bekhayaal hoon bemisaal hoon
main kamaal hoon, main hoon main hoon
main hoon main hoon main hoon
bindaas baala, bindaas baala, bindaas baala

masti lutaane ki meri umar hai - (2)
mujhako kisi ki na koyi fikar hai
mujhame surur mujhame gurur masti mein jo main hoon

5 Comments