Bombay Bombay Tararam Pam - Striker Lyrics


Bombay Bombay Tararam Pam

Wohi nayi subah, par roshni wohi zaroor hai
Soti jab duniya, yahan jaagne ka dastoor hai
Yahan chalta nahi hai koi, bas baagh rahe hain saare
Aur jo ruk gaya uska jeena fizool hai

Aye hawa aane de chal, thoka

Sapne leke aate hai yahan saare
Kismat phooti, duniya looti haare
Kabhi, ratton pe ye bitha de
Kabhi, tujhe ye raam de
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay city never sleeps
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay city never sleeps
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay badhi hi ajeeb
Bombay bombay tararam pam

Local ki patri, dhadkan iski
Chai ki kapdi, mehfil iski
Raunak ki dekhon yahan pharmaar hai
Lamhon mein yahan, saalon ki raftaar hai

Har kone ke chehre hai yahan baare
Masti rang raliyon ke hai ye maare
Yahan hawa mein hi nasha hai
Yahan nashili raahein
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay city never sleeps
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay city never sleeps
Bombay bombay tararam pam
Bombay bombay badhi hi ajeeb
Bombay bombay tararam pam

Doon chai paani, doon chai paani ..

Saala ye shehar bhi ajeeb hai
Jannat se door par mannat ke kareeb hai
Maangta mehnat aur chalta, sirf naseeb hai
Building to sab bahut solid hai yahan
Par rishton mein woh baat kahan
Aaj idhar kal udhar
Kisko maaloom kal guzri raat kahan
Koi apna nahi, koi saga nahi
Aisa kaun hai yahan, jisko mili saza nahi
Bhook se nahi hai maara maari
Par khudgarzi aur laachaari
Pehle kaun aagey jaaye
Teri ya meri gaadi
Mumbai, mumbai

1 Comments